Friday, February 25, 2011

Qadiyani bazahir kalma namaz roza wagera ka aehtimam Qaun kerte hain?

Question: Qadiyani bazahir kalma namaz roza wagera ka aehtimam Qaun kerte hain?

Answer: Qadyani ye sab kuch bazahir na karain tou kam ilm musalman in kay dhoke main nahi phas sakta.

Agar koi hindu ya esai aap ko apne mazhab ki dawat de tou aap us ki bat nahi sune gay
qaun kay ye apne aap ki apne mazhab kay matabiq zahir zahir karte hain,
Lakin Qadiyani Islam ka Tariqa apna kar apne batil mazhab ko dhoke say Musalmano k zehno main daltay hain
Lehaza ye 1 chaal hai jor dar haqiqat 1 jal hai.
Qadiyanio say mukamal baiqat ka fatwa tamam maktab-e-fiqar ki taraf se diya gaya hai ta kay ham kam ilm Musalman in se apna iman bacha sakain


0 comments:

Post a Comment

. . Latest News from BBC News . .

۔۔۔ بی بی سی پاکستان ۔۔۔

::: Most Popular SMS and Posts :::

:: Most Recent Post ::